TAJUSHSHARIAH
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀Aisa Laga Chuba Kar Koi Nashtar Chala Gaya,*
*🥀Jab Ye Khabar Mili Ke Mera Akhtar Chala Gaya*
*🥀Hum Pyaase Khade Reh Gaye Sahil Pe Doston,*
*🥀Wo Saath Apne Leke Sara Samandar Chala Gaya*
*🥀 IMRAN Kya Likhe Apne Murshid Ke Baare Mein,*
*🥀Yun Samjho Aaj Sunniyon Ka Sikandar Chala Gaya*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें